Hum tum jo rahe ek hoke
Hum tum jo rahe ek hoke
Phir laakh zamana roke
Jawani ko deewani kahe
Pyar ko nadaani kahe
Kehta hai saara jahaan
Are kehne do kehne do khene do
Are kehne do kehne do khene do
Hum tum jo rahe ek hoke
Phir laakh zamana roke
Baharon ki raahon mein do dil chale
Jawaan hai irade hamare
Jawaan hai irade hamare
Mohabbat ke raahi kidhar jaa rahe hai
Isi soch mein hai nazaare
Isi soch mein hai nazaare
Nazaaron ki baaton mein aana nahin
Baharon ki baaton pe jaana nahi
Kehta hai saara jahaan
Aji kehne do kehne do kehne do
Aa haan kehne do kehne do kehne do
Hum tum jo rahe ek hoke
Phir laakh zamana roke
Kahon zindagi mein kisi aur par
Na padegi tumhari nigahe
Na padegi tumhari nigahe
Mere vaaste hi hamesa hamesa
Rahegi tumhari wafae
Rahegi tumhari wafae
Lo ye vada raha hum na honge juda
Dekh lo zaankh kar apne dil mein zara
Mera rehta hai dil toh wahaan
Are rehne do rehne do rehne
Ae rehne do rehne do rehne
Hum tum jo rahe ek hoke na na
Phir laakh zamana roke.
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar