Jahaan prem ka paavan diyara jale
Jahaan bole bachan tab neer bhare
Usi angana mein usi dvaare pe
Beete hamara bhi jeevan raam kare
Jahaan prem ka paavan diyara jale
Kaun nadi ki ham hain laher
Kaha aake mila re kinaara
Jog likhe bin ham naahi
Aisa milan hamaara
Bin charanon mein
Ab na ghar na pare jahaan
Prem ka paavan diyara jale
Jis ka naahi apna koi
Jo kah de use apna le
Us ki karuna us ki daya
Ka utare na karaj utaare
Jiya jahaan hai vahi ji mare
Jahaan prem ka paavan diyara jale
Jahaan bole bachan tab neer bhare
Usi angana mein usi dvaare pe
Beete hamara bhi jeevan raam kare
Jahaan prem ka paavan diyara jale.
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt)
Ravindra Jain
Bansree Sengupta