Bade maje se gujar jayegi ye zindagi
Bade maje se gujar jayegi ye zindagi
Hum dono me agar ho jaye dosti
Jaise bhi gujre gujar jayegi ye zindagi
Chor sipahi me hoti nahi dosti
Bade maje se gujar jayegi ye zindagi
Hum dono me agar ho jaye dosti
Chor sipahi me hoti nahi dosti
Nadan hai tu jyada na bol
Apne tarazu me mujhko na tol
Apne tarazu me mujhko na tol
Ye heere moti hai sab anmol
Ye heere moti hai sab anmol
Inke aage tere sach ka kya mol
Sach ka kya mol
Sach se jyada nahi chiz koi kimti
Chor sipahi me hoti nahi dosti
Hum dono me agar ho jaye dosti
Chor sipahi me hoti nahi dosti
Kis bat par yu machalta hai tu
Kyu is garibi me jalta hai tu
Kyu is garibi me jalta hai tu
Masti me girta sambhalta hai tu
Masti me girta sambhalta hai tu
Kyu in andhero me chalta hai tu
Chalta hai tu
Lekin andhero me chamak jaye roshni
Hum dono me agar ho jaye dosti
Chor sipahi me hoti nahi dosti
Teri sharafat hi daulat teri
Lalach ke is marz ne chin li
Lalach ke is marz ne chin li
Teri to bas thi ek nokri
Wo bhi tere farz ne chin li
Aisi amiri se achi hai ye muflishi
Chor sipahi me hoti nahi dosti
Hum dono me agar ho jaye dosti
Hoti nahi dosti
Ho jaye dosti.
Kishore Kumar
Bhupinder Singh, Bipasha Basu, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle