Hum tum yug yug
Se ye geet milan ke
Gaate rahen hain gaate
Rahenge hum tum jag mein
Jeevan saathi bankar
Aate rahen hain aate rahenge
Hum tum yug yug se
Ye geet milan ke
Gaate rahen hain
Gaate rahenge hum tum
Jab jab hamne jeevan paya
Tera hi roop saja sajna
Har baar tumhi ne maang bhari
Tumhi ne pehnaye kangana
Hum phool bane ya raakh huye
Par saath nahin chhoota apna
Har baar tumhi tum aan base
In aankhon mein bankar sapna
Hum tum yug yug se
Ye geet milan ke
Gaate rahen hain
Gaate rahenge hum tum
Sawan me jab kabhi bhi
Ye pagal gagan ke saye
Bijali se dar gaye tum
Dar kar karib aaye
Fir kyaa hua bataao
Barsat tham na jaaye
Barsat tham na jaaye
Yug yug se ye geet milan ke
Gaate rahen hain
Gaate rahenge hum tum
Jab ye bandhan na tod saka
Hum tod ke har diwaar mile
Is janam janam ki nadiya ke
Ia paar mile us paar mile
Jab bhagvaan ne pucha maango to
Tumko sara sansar mile
Par hum ne kaha sansaar
Nahi humko sajan ka pyaar mile
Hum tum yug yug se ye geet milan ke
Gaate rahen hain gaate rahenge.
Parul Ghosh
Parul Ghosh
Parul Ghosh
Parul Ghosh
Shankar Dasgupta
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Shamshad Begum
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy
Abhijeet Bhattacharya
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Abhijeet Bhattacharya