Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana - Milan lyrics | Milan - Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana lyrics

Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana is a hindi song from the 1967 movie Milan. Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana singer is Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana lyricist or song writer is Anand Bakshi. Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana features Sunil Dutt, Nutan, Pran. Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana director is and the producer is . The audio of Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana song was released on 1st January, 1967 by Saregama. Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana YouTube video song can be watched above.


Mubaarak ho sab ko sama ye suhana
Mai khush hun mere aansuo pe na jana
Mai to deewana deewana deewana
Mai to deewana deewana deewana
Mubaarak ho sab ko sama ye suhana
Mai khush hun mere aansuo pe na jana
Mai to deewana deewana deewana
Mai to deewana deewana deewana


Hazaaro tarah ke ye hote hai aansu
Hazaaro tarah ke ye hote hai aansu
Agar dil me gham ho to rote hai aansu
Khushi me bhi aankhe bhigote hai aansu
Inhe jaan sakta nahi ye zamana
Mai khush hun mere aansuo pe na jana
Mai to deewana deewana deewana
Mai to deewana deewana deewana


Ye shahanaaiyaan de rahi hai duhaai
Ye shahanaaiyaan de rahi hai duhaai
Koi chiz apani hui hai paraai
Kisi se milan hai
Kisi se milan hai kisi se judaai
Nae rishto ne todaa nata purana
Mai khush hun mere aansuo pe na jana
Mai to deewana deewana deewana
Mai to deewana deewana deewana


Ye bole samay ki nadi ka bahaav
Ye bole samay ki nadi ka bahaav
Ye babul ki galiya ye maazi ki naav
Chali ho to gori
Chali ho to gori suno bhul jaao
Na fir yaad karna na fir yaad aana
Mai khush hun mere aansuo pe na jana
Mai to deewana deewana deewana
Mai to deewana deewana deewana
Mubaarak ho sab ko sama ye suhana
Mai khush hun mere aansuo pe na jana
Mai to deewana deewana deewana
Mai to deewana deewana deewana.



Movie/album: Milan
Singers: Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Sunil Dutt, Nutan, Pran
Release on: 1st January, 1967
1. Who is the music director of the song Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana
Ans: Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana
Ans: Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana song singer is Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
3. Who is the Composer of the song Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana
Ans: Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana
Ans: Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana
Ans: Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana song is from Milan
6. Who wrote the song Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana
Ans: Mubarak Ho Sab Ko Sama Ye Suhana song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Milan

2
3
Main Kiski Laaj

Parul Ghosh

4
Jisne Bana Di Bansuri

Parul Ghosh

5
6
Upar Hai Badriya Kari

Shankar Dasgupta

7
Chhan Mein Bajegi

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

8
Tu Hai Mera Yaar

Shamshad Begum

9
Mausam Hai Suhana

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi

10
Laut Chala Manzil Se

Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

11
Aayiye Janab

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

12
Lamba Chauda Jatt

Mohammed Rafi, Shamshad Begum

13
Ek Meri Gali Ka Ladka

Mohammed Rafi, Shamshad Begum

14
Chup Rahi Ye Zameen

Lata Mangeshkar

15
Haay Jiya Roe Roe

Lata Mangeshkar

16
Bol Gori Bol Tera

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

17
18
Hum Tum Yug Yug Se

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

20
Ram Kare Aisa Ho Jaye

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

21
Sawan Ka Mahina

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

22
Aa Jaana Haseen Samaan

Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy

23
Kahin To Milegi

Abhijeet Bhattacharya

24
Ek Baat Bataaun

Kumar Sanu, Sadhana Sargam

25
Aanewali Hai Milan ki

Abhijeet Bhattacharya