Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage - Hariyali Aur Rasta lyrics | Hariyali Aur Rasta - Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage lyrics

Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage is a hindi song from the 1962 movie Hariyali Aur Rasta. Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage singers are Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage lyricist or song writer is Hasrat Jaipuri. Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage features Manoj Kumar, Mala Sinha, Shashikala, Om Prakash. Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage director is and the producer is . The audio of Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage song was released on 1st January, 1962 by Saregama. Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage YouTube video song can be watched above.


Ibtedaye ishk me ham saree rat jage
Allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage


Dil me teree ulfat ke bandhne lage dhage
Allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
Ibtedaye ishk me ham


Kya kahoon kuchh kahan nahee jaye, bin kahe bhee raha naa jaye
Kya kahoon kuchh kahan nahee jaye, bin kahe bhee raha naa jaye
Rat bhar karvat mai badalu, dard dil kaa saha nahee jaye
Nind meree aankho se dur dur bhage
Ibtedaye ishk me ham saree rat jage
Allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
Dil me teree ulfat ke bandhne lage dhage
Allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
Ibtedaye ishk me ham


Dil me jagee prit kee jwala, jabse maine hosh sambhala
Dil me jagee prit kee jwala, jabse maine hosh sambhala
Mai hu tere pyar kaa seema, too meraa rahee matwalla
Mere mann kee vina me saj tere jage
Allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
Ibtedaye ishk me ham saree rat jage
Allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
Ibtedaye ishk me ham


Tune jab jab aankh milayee, dil se ek awaj yeh aayee
Tune jab jab aankh milayee, dil se ek awaj yeh aayee
Chal ke aab taro me rahenge, pyar ke ham do saudayee
Mujhko teree surat chandanee rat lage
Allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
Ibtedaye ishk me ham saree rat jage
Allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage
Ibtedaye ishk me ham.



Movie/album: Hariyali Aur Rasta
Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Manoj Kumar, Mala Sinha, Shashikala, Om Prakash
Release on: 1st January, 1962
1. Who is the music director of the song Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage
Ans: Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage
Ans: Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage song singers are Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
3. Who is the Composer of the song Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage
Ans: Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage
Ans: Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage song lyricist is Hasrat Jaipuri
5. What is the movie of the song Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage
Ans: Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage song is from Hariyali Aur Rasta
6. Who wrote the song Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage
Ans: Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage song is written by Hasrat Jaipuri

Find other songs in - Hariyali Aur Rasta

1
2
Laakhon Taaren Aasmaan Mein

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

3
Parwano Ki Raah Me

Asha Bhosle

4
Kho Gaya Hai Mera Pyar

Mahendra Kapoor

5
Ek Tha Raja Ek Thi Raani

Lata Mangeshkar

6
Ek Magar Dhunde Naa Mila

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

7
Teri Yaad Dil Se Bhulane Chala Hu

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

8
Bol Meri Taqdeer Main Kya Hai

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)