Laakhon Taaren Aasmaan Mein - Hariyali Aur Rasta lyrics | Hariyali Aur Rasta - Laakhon Taaren Aasmaan Mein lyrics

Laakhon Taaren Aasmaan Mein is a hindi song from the 1962 movie Hariyali Aur Rasta. Laakhon Taaren Aasmaan Mein singers are Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Laakhon Taaren Aasmaan Mein composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Laakhon Taaren Aasmaan Mein lyricist or song writer is Shailendra (Shankardas Kesarilal). Laakhon Taaren Aasmaan Mein music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Laakhon Taaren Aasmaan Mein features Manoj Kumar, Mala Sinha, Shashikala, Om Prakash. Laakhon Taaren Aasmaan Mein director is and the producer is . The audio of Laakhon Taaren Aasmaan Mein song was released on 1st January, 1962 by Saregama. Laakhon Taaren Aasmaan Mein YouTube video song can be watched above.


Laakhon taare aasmaan mein,
Ek magar dhoonde naa milaa
Dekhke duniyaa ki deewaali,
Dil meraa chupchaap jalaa
Dil meraa chupchaap jalaa …
Laakhon taare aasmaan mein,
Ek magar dhoonde naa milaa
Ek magar dhoonde naa milaa


Qismat kaa hai naam magar hai,
Magar kaam hai ye duniyaa waalon kaa
Phoonk diyaa hai chaman
Hamaare khwaabon aur khayaalon kaa
Jee kartaa hai khud hi ghont dein,
Apne armaanon kaa galaa
Dekhke duniyaa ki deewaali,
Dil meraa chupchaap jalaa
Dil meraa chupchaap jalaa


Sau-sau sadiyon se lambi
Ye gham ki raat nahin dhalti
Is andhiyaare ke aage ab
Ai dil ek nahin chalti
Hanste hi lut gayi chaandni,
Aur uthte hi chaand dhalaa
Dekhke duniyaa ki deewaali,
Dil meraa chupchaap jalaa
Dil meraa chupchaap jalaa


Maut hai behtar is haalat se,
Naam hai jiskaa majboori
Kaun musaafir tay kar paayaa,
Dil se dil ki ye doori
Kaanton hi kaanton se guzraa,
Jo raahi is raah chalaa
Dekhke duniyaa ki deewaali,
Dil meraa chupchaap jalaa
Dil meraa chupchaap jalaa
Laakhon taare aasmaan mein,
Ek magar dhoonde naa milaa
Dekhke duniyaa ki deewaali,
Dil meraa chupchaap jalaa
Dil meraa chupchaap jalaa.



Movie/album: Hariyali Aur Rasta
Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Manoj Kumar, Mala Sinha, Shashikala, Om Prakash
Release on: 1st January, 1962
1. Who is the music director of the song Laakhon Taaren Aasmaan Mein
Ans: Laakhon Taaren Aasmaan Mein song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Laakhon Taaren Aasmaan Mein
Ans: Laakhon Taaren Aasmaan Mein song singers are Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
3. Who is the Composer of the song Laakhon Taaren Aasmaan Mein
Ans: Laakhon Taaren Aasmaan Mein song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Laakhon Taaren Aasmaan Mein
Ans: Laakhon Taaren Aasmaan Mein song lyricist is Shailendra (Shankardas Kesarilal)
5. What is the movie of the song Laakhon Taaren Aasmaan Mein
Ans: Laakhon Taaren Aasmaan Mein song is from Hariyali Aur Rasta
6. Who wrote the song Laakhon Taaren Aasmaan Mein
Ans: Laakhon Taaren Aasmaan Mein song is written by Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Find other songs in - Hariyali Aur Rasta

1
2
Parwano Ki Raah Me

Asha Bhosle

3
Kho Gaya Hai Mera Pyar

Mahendra Kapoor

4
Ek Tha Raja Ek Thi Raani

Lata Mangeshkar

5
Ek Magar Dhunde Naa Mila

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

6
Ibtedaey Ishk Me Ham Saree Rat Jage

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

7
Teri Yaad Dil Se Bhulane Chala Hu

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

8
Bol Meri Taqdeer Main Kya Hai

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)