Ek tha raja ek thi rani
Aao sunao unki kahani
Ek tha raja ek thi rani
Aao sunao unki kahani
Ek tha raja ek thi rani
Aao sunao unki kahani
The wo bachpan ke sathi
Ek duje ke diwane
Khela karte the milkar
Milkar gate the gane
Milkar gate the gane
Din the wo ujale
Rat thi suhani
Aao sunao unki kahani
Ek tha raja ek thi rani
Aao sunao unki kahani
Wo ude badslo ke sang
Wo inderdhaus pe jhule
Pariyo ke desh me pahunche
Wo is dunia ko bhule
Wo is dunia ko bhule
Bat hai kal ki par hai purani
Aao sunao unki kahani
Ek tha raja ek thi rani
Aao sunao unki kahani
Ik din dono ne milkar
Kagaj ki naaw bahayi
Wo naw bahi dam bhar ko
Phir jor ki andhi ayi
Phir jor ki andhi ayi
Naw to kho gayi bah gaya pani
Aao sunao unki kahani
Ek tha raja ek thi rani
Aao sunao unki kahani
Ek tha raja ek thi rani
Ek tha raja ek thi rani.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)