Jaane teri baato mein
Kaisa yeh jadu hain sanam
Gaya dil hatho se
Mera bhi allah re kasam
Nain kahe tuhi to hain
Jaane chaman gul badan
Ho jaane chaman gul badan
Jaane teri baato mein
Kaisa yeh jadu hain sanam
Gaya dil hatho se
Mera bhi allah re kasam
Nain kahe tuhi to hain
Jaane chaman gul badan
Ho jaane chaman gul badan
Masti dil mein jagi
Main to teri ho gayi
Jadu aisa jaga
Main bhi kahi kho gayi
Zara meri aankhon se
Dil ki tu raaho mein aaja
Aana hain to meri tu
Reshmi baaho mein aaja
Kahi dil masti bhari
Tu nighaho mein aaja
Tu jo mile to main duniya se
Dil mein chhupa lungi
Tujhko sanam
Jaane teri baato mein
Kaisa yeh jadu hai sanam
Tauba main khadi hoon
Kab se tere samne
Mujhko kar diya hain
Pagal tere naam ne
Teri meri chahat ko jaane na
Bairi zamana
Kahi tu bhi duniya ki baato se
Dhoka na khana
Sunle mere hotho ki
Aaj hain yahi tarana
Chahat ki duniya main
Rakha hai maini bhi
Aaj yeh pehla kadam
Jaane teri baato mein
Kaisa yeh jadu hain sanam
Gaya dil hatho se
Mera bhi allah re kasam
Nain kahe tuhi to hain
Jaane chaman gul badan
Ho jaane chaman gul badan
Jaane teri baato mein
Kaisa yeh jadu hain sanam
Gaya dil hatho se
Mera bhi allah re kasam
Nain kahe tuhi to hain
Jaane chaman gul badan
Ho jaane chaman gul badan haye.
Krishna Bose, Mohammed Rafi
Nitin Mukesh Chand Mathur
Nitin Mukesh Chand Mathur
Dilraj Kaur
Jaani Babu Qawwal
Mohammed Rafi