Itni jaldi kya hai gori
Sajan ke ghar jane ki
Itni jaldi kya hai gori
Sajan ke ghar jane ki
Sakhiyo ke sang baith jara aa
Sakhiyo ke sang baith jara
Kuch baate hai samjhane ki
Itni jaldi kya hai gori
Sajan ke ghar jane ki
Sakhiyo ke sang baith jara aa
Sakhiyo ke sang baith jara
Kuch baate hai samjane ki
Itni jaldi kya hai gori
Gunghat ki aut me tu ankhiya chupana
Saiya pade paiya tu mukh na dikhana
Tere pee ko tu itni bhayegi
Tujhe unki najar lagh jayegi
Bachna bachna pahli
Chitman hai tere anjane ki
Sakhiyo ke sang baith jara
Ha sakhiyo ke sang baith jara
Kuch baate hai samjane ki
Itni jaldi kya hai gori
Sunke piya ki batiya hasi ki
Apne hi bas me rahiyo
Gori apne hi bas me rahiyo
Danto tale kahi ungali daba ke
Jor se hans mat jaiyo
Gori jor se hans mat jaiyo
Tu hai badi nadan le muje pahchan
Simat kar rahiyo
Sikh saheli ye hai paheli
Pee ko bas me laane ki
Sakhiyo ke sang baith jara
Sakhiyo ke sang baith jara
Kuch baate hai samjhane ki
Itni jaldi kya hai gori
Sakhiyo ke sang baith jara ha
Sakhiyo ke sang baith jara.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar