Jab Bhi Milo - Patthar Ke Phool lyrics | Patthar Ke Phool - Jab Bhi Milo lyrics

Jab Bhi Milo is a hindi song from the 1991 movie Patthar Ke Phool. Jab Bhi Milo singer is Amit Kumar. Jab Bhi Milo composer is Raamlaxman (Vijay Patil) and Jab Bhi Milo lyricist or song writer is Ravinder Rawal. Jab Bhi Milo music director is Raamlaxman (Vijay Patil). Jab Bhi Milo features Salman Khan, Raveena Tandon, Kiran Kumar, Reema Lagoo. Jab Bhi Milo director is and the producer is . The audio of Jab Bhi Milo song was released on 12th February, 1991 by Tips Music. Jab Bhi Milo YouTube video song can be watched above.


Jab bhi milo dil se milo kahta romiyo
Tum pyar mein khoye raho sun lo premiyo
Jab bhi milo dil se milo kahta romiyo
Tum pyar mein khoye raho sun lo premiyo
Zindagi zindadali ka naam dosto
Pyar ke deewano ko salam dosto
Zindagi zindadali ka naam dosto
Pyar ke deewano ko salam dosto
Jab bhi milo dil se milo kahta romiyo
Tum pyar mein khoye raho sun lo premiyo


Ban jao tum kisi ke apna lo tum kisi ko
Kat jaye lamba rasta agar koi humsafar ho
Ban jao tum kisi ke apna lo tum kisi ko
Kat jaye lamba rasta agar koi humsafar ho
Zodo apne naam se ek naam dosto
Pyar ke deewano ko salam dosto
Zindagi zindadali ka naam dosto
Pyar ke deewano ko salam dosto
Jab bhi milo dil se milo kahta romiyo
Tum pyar mein khoye raho sun lo premiyo


Khudgaraj banke ab tak kiska bhala hua hai
Jisne bhi pyar banta wo masiha ban gaya hai
Khudgaraj banke ab tak kiska bhala hua hai
Jisne bhi pyar banta wo masiha ban gaya hai
Pyar hai kudrat ka ek inam dosto
Pyar ke deewano ko salam dosto
Zindagi zindadali ka naam dosto
Pyar ke deewano ko salam dosto
Jab bhi milo dil se milo kahta romiyo
Tum pyar me khoye raho sun lo premiyo


Wo zam hai mohabbat pikar farishte bahke
Aisi bahar hai ye patthar ke phool mahke
Wo zam hai mohabbat pikar farishte bahke
Aisi bahar hai ye patthar ke phool mahke
Saho ko bana de ye gulam dosto
Pyar ke diwano ko salam dosto
Zindagi zindadali ka naam dosto
Pyar ke deewano ko salam dosto
Jab bhi milo dil se milo kahta romiyo
Tum pyar mein khoye raho sun lo premiyo
Zindagi zindadali ka naam dosto
Pyar ke diwano ko salam dosto
Zindagi zindadali ka naam dosto
Pyar ke deewano ko salam dosto
Zindagi zindadali ka naam dosto
Pyar ke deewano ko salam dosto
Zindagi zindadali ka naam dosto
Pyar ke deewano ko salam dosto.



Movie/album: Patthar Ke Phool
Singers: Amit Kumar
Song Lyricists: Ravinder Rawal
Music Composer: Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Director: Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Label: Tips Music
Starring: Salman Khan, Raveena Tandon, Kiran Kumar, Reema Lagoo
Release on: 12th February, 1991
1. Who is the music director of the song Jab Bhi Milo
Ans: Jab Bhi Milo song music director is Raamlaxman (Vijay Patil)
2. Who is/are the singer/singers of the song Jab Bhi Milo
Ans: Jab Bhi Milo song singer is Amit Kumar
3. Who is the Composer of the song Jab Bhi Milo
Ans: Jab Bhi Milo song composer is Raamlaxman (Vijay Patil)
4. Who is the Lyricist of the song Jab Bhi Milo
Ans: Jab Bhi Milo song lyricist is Ravinder Rawal
5. What is the movie of the song Jab Bhi Milo
Ans: Jab Bhi Milo song is from Patthar Ke Phool
6. Who wrote the song Jab Bhi Milo
Ans: Jab Bhi Milo song is written by Ravinder Rawal

Find other songs in - Patthar Ke Phool

1
Yaar Pe Hain Dil Mera Kurbaan

Manhar Udhas, S. P. Balasubrahmanyam, Suresh Wadkar, Sushma Shrestha (Poornima)

2
Sajna Tere Bina Kya Jeena

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam

3
Na Jaa Na Jaa

S. P. Balasubrahmanyam

4
Deewana Dil Bin Sajna Ke Manena

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam

5
Aaja Aaja Aaja

Lata Mangeshkar

6
Tumse Jo Dekhte Hi Pyar Hua

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam

7
Sun Dilruba

S. P. Balasubrahmanyam

8
Maut Se Kya Darna

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam

9
Kabhi Tu Chhalia Lagta Hain

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam