Jab tum chale jaoge toh yad bahot aaoge
Tum chale jaoge yad bahot aaoge
Jab tum chale jaoge toh yad bahot aaoge
Dil behlane kee koyee takadir dete jana
Aaj mujhe tum apnee tasvir dete jana
Aaj mujhe tum apnee tasvir dete jana
Meree aankho ne ik kwab dekha hai
Jaise kanto me gulab dekha hai
Kisee chehre pe nakab dekha hai
Meree aankho ne ik kwab dehka hai
Tum mere iss kwab kee tabir dete jana
Aaj mujhe tum apnee tasvir dete jana
Aaj mujhe tum apnee tasvir dete jana
Aisa naa ho mai majbur ho jau
Aake pas tumse dur ho jau
Shishe kee tarah mai chur ho jau
Aisa naa ho mai majbur ho jau
Mere hatho se meree takadir dete jana
Aaj mujhe tum apnee tasvir dete jana
Aaj mujhe tum apnee tasvir dete jana
Chand log dhokhebaj hote hain
Unake dil me kuchh rajh hote hain
Dillagee key bhee andaj hote hain
Chand log dhokebaj hote hain
Kasmon vadon kee koyee janjir dete jana
Aaj mujhe tum apnee tasvir dete jana
Tum chale jaoge toh yad bahot aaoge
Tum chale jaoge yad bahot aaoge.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar