Chhoti si umar me lag gaya rog
Chhoti si umar me lag gaya
Rog kehte hain log
Mai mar jayungi ho
Mai mar jayungi
Chhoti si umar me
Lag gaya rog kehte hain log
Mai mar jayungi ho
Mai mar jayungi
Par marne se pehle
Kuchh karne se pehle
Le ke tera nam tujhe badnam
Mai kar jayungi ho
Mai mar jayungi
Ho ho
Yehe kisi sahari chhori
Ki prit nahi hai babu
Yehe kisi sahari chhori
Ki prit nahi hai babu
Ek banjaran keh mataware
Naino kaa hai jadu
Too naa jaa meree muskan pe
Khel jayungi mai ji jan pe
Chhodungi naa sath
Chhodungi naa sath
Aisi kya hai baat
Ke mai dar jayungi ho
Mai mar jayungi
Chhoti si umar me lag
Gaya rog kehte hain log
Mai mar jayungi ho
Mai mar jayungi
Par marne se pehle
Kuchh karne se pehle
Le ke tera naam tujhe badnam
Mai kar jayungi ho
Mai mar jayungi
Ho ho
Kab talak rokega mera
Rasta laj kaa pahara
Kab talak rokega mera
Rasta laj kaa pahara
Yaad yeh rakhna too sajana
Yeh mera wada thehra
Babul ki galiya chhod ke
Aayungi chunariya odhake
Layike umang
Layike umang sainya tere sang
Tere ghar jayungi ho mai mar jayungi
Chhoti si umar me lag
Gaya rog kehte hain log
Mai mar jayungi ho
Mai mar jayungi
Par marne se pehle
Kuchh karne se pehle
Le ke tera nam tujhe badnam
Mai kar jayungi ho
Mai mar jayungi.
Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi