Shyama o shyama raama ho raama
Meri pidh tose chupi to nahi
Chupi to nahi shyam chupi to nahi
Meri pidh tose chupi to nahi
Chod ke tera dwar khi kbi main
Khi dukh rone gayi to nahi
Shyama o shyama raama ho raama
Meri pidh tose chupi to nahi
Maine kab chaha banu mehlo ki raani
Banke rahi main to daras deewani
Maine kab chaha banu mehlo ki raani
Banke rahi main to daras deewani
Kisi sukh ki khatir o mere daata
Koi hat maine kari to nahi
Kari to nahi re hat kari to nahi
Meri pidh tose chupi to nahi
Shyama o shyama raama ho raama
Meri pidh tose chupi to nahi
Maine to hamesha prabhu bas yahi manga
Banke rahu main teri mala ka dhaga
Maine to hamesha prabhu bas yahi manga
Banke rahu main teri mala ka dhaga
Dukh to yahi hai tune bhi ye mujhse
Kabhi ye na poocha dukhi to nahi
Dukhi to nahi ari dukhi to nahi
Meri pidh tose chupi to nahi
Shyama o shyama raama ho raama
Meri pidh tose chupi to nahi.
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt)
Ravindra Jain
Bansree Sengupta