Le to aaye ho hamein sapno ke gaon mein
Pyar ki chaon mein bithaye rakhna
Sajna o sajna sajna o sajna
Tumne chua to taar baj uthe man ke
Tum jaisa chaho rahe waise hi ban ke
Tum se shuru tumhi pe kahani khatam kare
Tum se shuru tumhi pe kahani khatam kare
Duja na aaye koi naino ke gaon mein
Le to aaye ho hamein sapno ke gaon mein
Pyar ki chaon mein bithaye rakhna
Sajna o sajna sajna o sajna
Chota sa ghar ho apna pyara sa jag ho
Koi kisi se pal bhar na alag ho
Iske siva ab duji koi chah nahi
Hanste rahe hum dono phulo ke gaon mein
Le to aaye ho hamein sapno ke gaon mein
Pyar ki chaon mein bithaye rakhna
Sajna o sajna sajna o sajna.
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt)
Ravindra Jain
Bansree Sengupta