Jali hai shama
Karwa ko lutne ke liye
Gujar na jaye kahi
Kafna andhere me
O sitamgar kafilo ko
Jurm dhakar lut lete hai
Sitamgar kafilo ko
Jurm dhakar lut lete hai
Sitamgar kafilo ko
Jurm dhakar lut lete hai
Magar hum pyar ka
Jadu jaga kar lut lete hai
Magar hum pyar ka
Jadu jaga kar lut lete hai
Yaha par lutne wale
Lutke bhi shikwa nahi karte
Yaha par lutne wale
Lutke bhi shikwa nahi karte
Hum aanchal ke parde
Me chhupakar lut lete hai
Ke hum aanchal ke
Parde me chhupakar lut lete hai
Dilo par jab adao naz
Ka zadu nahi chalta
Dilo par jab adao naz
Ka zadu nahi chalta
To phir aankho se hum
Aankhe milakar lut lete hai
To phir aankho se hum
Aankhe milakar lut lete hai
Aaj kuch uar
Range mehfil hai
Sakhat mushkil
Me pad gaya dil hai
Lut gaye khud
Hi lutne wale
Pad gaye mujhko jaan ke lale
Bekhudi chha
Gayi hai kyu mujh par
Kya mai samjhu
Ke mar mite tujh par
Jab se tujhse
Nigah char hui
Dil hi dil me
Mai bekarar hui
Tu agar dil se
Mujhk pyar kare
Apni chahat ko
Aasvikar kare
Teri ulfat me aisi kho jau
Bas mai teri gulam ho jau
O hansi chikna saz jadugar
Zam ko chhod
Dal mujhpe nazar
Zam ko chhod
Dal mujhpe nazar
Bahram khul jayega darte hai
Aankhe char karne se
Bade chalak hai
Nazre churakar lut lete hai
Bade chalak hai
Nazre churakar lut lete hai.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mohammed Rafi