Aa main bataaun tu hai kyaa
Aa main bataaun tu hai kyaa
Sirf nazar ka hai dhokhaa
Samjha hai mujhko utna hi
Jisko jitna zarf milaa
Aa main bataaun tu hai kyaa
Sirf nazar ka hai dhokhaa
Meri mast nigaahon ne
Kaam diyaa hai saaghar ka
Kaam diyaa hai saaghar ka
Meri mast nigaahon ne
Kaam diyaa hai saaghar ka
Kaam diyaa hai saaghar ka
Mast huaa bejaam ke main
Naam liyaa jab saaqi ka
Naam liyaa jab saaqi ka
Dekh liyaa jab saaqi ko
Hosh ganwaayaa baaqi ka
Aa main bataaun tu hai kyaa
Sirf nazar ka hai dhokhaa
Zulfon ko tu baadal jaanaa
Aankh ko samjha maikhaanaa
Akl setu hai begaanaa
Deewaan hai deewaana
Deewaan hai deewaana
Deewaan hai deewaana
Tere liye deewaana banaa
Aur tu hi kahe hai deewaanaa
Tere liye deewaana banaa
Aur tu hi kahe hai deewaanaa
Meri iss ruswaayi mein
Tera bhi hai afsaanaa
Deewaana hai deewaana
Deewaana hai deewaana
Deewaana hai deewaana
Deewaana hai deewaana
Yoon na udaati chal aanchal
Deewaane se bach ke chal
Nikla hai na niklegaa
Zulf ka kham aur mera bal
Aa main bataaun tu hai kyaa
Sirf nazar ka hai dhokhaa.
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi, Mubarak Begum
Mohammed Rafi, Mubarak Begum
Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), S.Balbir
Asha Bhosle, Mohammed Rafi