Garam garam garam
Garam jeb ho garam
Gift ho aur pyar ho
Khasi ho bukhar ho
Kismat ki maar ho
Zindagi se har ho
Kismat ki maar ho
Zindagi se har ho
Sab ka hai ilaz ek
Daulat se dil ko sek
Door ho shikayate
Mile sab nemte
Door ho shikayate
Mile sab nemte
Har dagar har dagar
Har gali aur har kadam
Garam garam garam garam
Jeb ho garam
Badal gayi ab chal babu
Jeb mein apni maal babu
Badal gayi ab chal babu
Jeb mein apni maal babu
Aaj mawwali ke gane ki
Badal gayi surtal babu
Aaj mawwali ke gane ki
Badal gayi surtal babu
Bol badal gayi tal badal gayi
Badal gayi sargum
Bol badal gayi tal badal gayi
Badal gayi sargum
Apni jeb hai garam
Apni jeb hai garam
Garam garam garam
Garam jeb ho garam
Kyu na kare mauj hum
Jab jeb ho garam
Garam garam garam
Garam jeb ho garam
Bhai kahe ye bhai mera
Bahan kahe ye bhaiya mera
Bhai kahe ye bhai mera
Bahan kahe ye bhaiya mera
Ho jab jeb garam
Ho jab jeb garam
Yaar kahe ye yaar mera
Dost kahe ye dost mera
Yaar kahe ye yaar mera
Dost kahe ye dost mera
Ho jab jeb garam
Garam garam
Lekin ye kahte hai hum
Agar jeb na ho garam
To haal naram
Kisi chalte hue murde
Se kam nahi hum
Garam garam garam
Garam jeb ho garam.
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Sabita Banerjee
Mohammed Rafi