Jeevan dor tumhi sang bandhi
Jeevan dor tumhi sang bandhi
Kya todenge is bandhan ko
Jag ke tufan aadhi re andhi
Jeevan dor tumhi sang bandhi
Jeevan dor tumhi sang bandhi
Ho na sake kabhi ham tum nayare
Ho na sake kabhi ham tum nayare
Dau tan hai ek pran hamare
Chahe mile path meĀ andhiyare
Chahe ghire ho badal tare
Phir bhi rahungi tumhari tumhari
Jeevan dor tumhi sang bandhi
Jeevan dor tumhi sang bandhi jeevan dor
Yu ghul mil rahana jeevan me
Jaise rahe kajra akhiyan me
Teri chavi chayi rahe man me
Tera hi naam rahe dhadakan me
Tere daras ki mai pyasi re pyasi
Jeevan dor tumhi sang bandhi
Jeevan dor tumhi sang bandhi
Aisa mujhe varadan mila hai
Kaisa mujhe varadan mila hai
Tum kya mile bhagavan mila hai
Ab to jeevan bhar sang rahega
Is mehandi ka rang rahega
Tere charan ki mai dasi re dasi
Jeevan dor tumhi sang bandhi
Jeevan dor tumhi sang bandhi.
Lata Mangeshkar
Kamal Barot, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar