Sakhi ri sakhi ri sakhi ri
Pee ka naam naam na puchho
Sakhi re pee ka naam
Naam na puchho
Mai kaise batau ye kahte lajjau
Mai kaise batau ye kahte lajjau
Sakhi re pee ka naam
Naam na puchho
Sakhi ri pee ka naam
Jamuna kinare ek din mai khadi thi
Pahli gata ke halki halki jaddi thi
Kaisi suhani anokhi gadi thi
Palkhe utthi aur ankhiya ladi thi
Banaya tujko banwari
Bata de uska naam ri
Sakhi re pee ka naam
Naam na puchho
Sakhi re pee ka naam
Naam na puchho
Mai kaise batau ye kahte lajjau
Mai kaise batau ye kahte lajjau
Sakhi re pee ka naam
Naam na puchho
Sakhi re pee ka naam
Naina the jaise kamal ki panhkudiya
Naina the jaise ki bande bashuriya
Roop tha jaise ki chanda bachanda
Rang tha bohar ki pahli kiran sa
Bani tu jiski kaam ri
Bata de uska naam ri
Sakhi re pee ka naam
Naam na pucho
Sakhi re pee ka naam
Naam na pucho
Mai kaise batau ye kahte lajjau
Mai kaise batau ye kahte lajjau
Sakhi re pee ka naam
Naam na pucho
Sakhi ri pee ka naam.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kamal Barot, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar