O raja mere mann ke
Jhun jhun payal jhanke
O raja mere mann ke
Jhun jhun payal jhanke
O raja mere mann ke
Main nachu tere samne
Albeli dulhan banke
Run jhun jhun payal jhanke
Chhan chhan chimta chhanke
Hum dulhe us dulhan ke
Chhan chhan chimta chhanke
Hum dulhe us dulhan ke
Lehrati hai jo har sans mein
Alak niranjan banke
Chhan chhan chimta chhanke
Chhalke hai gulabi pyale
O chhaliya
Chhalke hai gulabi pyale
Naino ki pyas bhuja le
Chhalke hai gulabi pyale
Naino ki pyas bhuja le
Chanda si nirmal kaya
Aur mann hai tere hawale
Re ye mann hai tere hawale
Aa phoolo bhari raho mein
Gori gori baaho mein
Baaho ki thandi chhav mein
Mahke hai bag chandan ke
Jhun jhun payal jhanke
Chandan ke mahakte bago mein
Kale nag bhare hai
Chandan ke mahakte bago mein
Kale nag bhare hai
Chanda si nirmal kaya mein
Kale dag bhare hai
Re kale dag bhare hai
Zahrile tere pyale
Hum amrit pine wale
Bikhrenge ek din dhul mein
Muskate phool chaman ke
Chhan chhan chimta chhanke
Layi hu sazakar main to
O sajana
Layi hu sazakar main to
Armano ki barate
Layi hu sazakar main to
Armano ki barate
Kisko samjhaye chhaliya
Deewanepan ki bate
Re deewanepan ki bate
Phool hai main hu tu hai
Aur fail rahi khushbu hai
Aanchal ye nadi bahar ka
Lehraye bina bandhan ke
Jhun jhun payal jhanke
Hum dono meet jayenge
Loot jayengi barate
Hum dono meet jayenge
Loot jayengi barate
Deewana ho to samjhe
Deewanepan ki baate
Deewanepan ki baate
Na main hu aur na tu hai
Maya ka sab jadu hai
Jhuthe bandhan sansar ke
Tu tod de jogan ban ke
Chhan chhan chimta chhanke
Hum dulhe us dulhan ke
Lahrati hai har sahe
Jo alakh niranjan banke
Chhan chhan chimta chhanke.
Govindrao Tembe
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Surendra
Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Surendra
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar