Jis din se maine
Tum ko dekha hai
Iss dil me ik
Sapna sa jaaga hai
Ijaazat ho toh suna du
Jis din se maine
Tum ko dekha hai
Iss dil me ik
Sapna sa jaaga hai
Ijaazat ho toh suna du
Iss dil ne jabse
Tum ko paaya hai
Kuchh chori chori
Maine bhi dekha hai
Gar ijaazat ho toh bata du
Gar ijaazat ho toh bata du
Shokhi hai najaakat hai
Najaro me sharaarat hai
Aisa bhi sharmaana kya
Keh do ki mohabbat hai
Kahane ki jarurat kya
Baato ki hakikat kya
Chhalake naa nigaaho
Se aisi bhi mohabbat kya
Kuchh khoya khoya
Dil bhi rehta hai
Kuchh chori chori
Maine bhi sochaa hai
Ijaazat ho toh bata du
Ijaazat ho toh suna du
Julfo ko savara bhi
Chehre ko nikhara bhi
Ab to dedo janeja
Baho ka sahara bhi
Masti ka zamana bhi
Khusiyo ka khajana bhi
Paya to tumhe paya
Jine ka bahana bhi
Ab duniya kitni
Rangin hai duniya he
Is dil me ik sapna sa jaaga hai
Ijaazat ho toh suna du
Ijaazat ho toh bata du
Dil ko naa sambhalu
Toh sine se laga lu toh
Hothon ki jo laali hai
Us ko mai chura lu toh
Yu najare naa daalo tum
Abb dil ko sambhaalo tum
Dekhe naa hame duniya
Sine me chhupa lo tum
Naa jaane mujhako
Darr kyon lagata hai
Kuchh chori chori
Maine bhi dekha hai
Gar ijaazat ho toh bata du
Jis din se maine
Tum ko dekha hai
Iss dil me ik sapna sa jaaga hai
Ijaazat ho toh suna du
Ijaazat ho toh suna du.
Rajkumari Dubey
Meena Kapoor, Rajkumari Dubey
Kundan Lal Saigal
Kundan Lal Saigal
Kundan Lal Saigal
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Kundan Lal Saigal
Kundan Lal Saigal
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Begum Parveen Sultana (Parveen Sultana)
Kishore Kumar, Mohammed Rafi
Kishore Kumar
Vinod Rathod
Prabha Bharti, Saud Khan
Alka Yagnik, Udit Narayan
Preeti Uttam Singh, Udit Narayan
Ghulam Farid Sabri, Jaspinder Narula, Sarika Kapoor
Ghulam Farid Sabri, Vinod Rathod