Shama parwane ke
Jalne pe hasa karti hai
Aap parwana bane
Shama ye wo dharti hai
Jis mitti me khel rahe hai
Bache rajashthani
Us mitti ki tumhe sunata hu
Mai amar kahani
Tute fute mandir hai ye
Unki yadgaro ke
Dur dur bajte the danke
Jinki talwaro ke
Bapa rawal rana sanda
Parithvi raj chohan
Jan pe khel gaye sab
Saha na bhumi ka apman
Jai bolo is bhumi ki
Jise jayi panna bai
Apna beta de kar jisne
Umar ki jan bachai
Ke ek sunaye ya
So so kahani
Sama bankar jal jal kaise
Jate the parwane
Yahi hui hai barso pahle
Ek padmini rani
Poonam ka chanda bharta tha
Jiske samne pani
Poonam ka chanda bharta tha
Jiske samne pani
Holi ke din holi kheli
Rahi thi wo uski man ki
Nach rahi thi banke radhika
Bich me ek mastani.
Asha Bhosle, Kamal Barot
Usha Timothy
Mohammed Rafi
Suman Kalyanpur
Usha Mangeshkar
Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi