Ik din kisi faqir ne
Ik baat kahi thi
Ab jaa ke dil ne mana
Mana wo baat sahi thi
Jiska koi nahi us ka
To khuda hai yaaro
Jiska koi nahi us ka
To khuda hai yaaro
Mai nahi kahataa
Mai nahi kahataa
Kitaabo me likhaa hai yaaro
Jiska koi nahi us ka
To khuda hai yaaro
Ha khuda hai yaaro
Ham to kyaa hai
Ham to kyaa hai
Wo farishto ko aazmata hai
Ham to kyaa hai
Wo farishto ko aazmata hai
Banaakar hamako mitata
Hai phir banaata hai
Aadami tut ke
Aadami tut ke
Sau baar judaa hai yaaro
Jiska koi nahi us ka
To khuda hai yaaro
Jiska koi nahi us ka
To khuda hai yaaro
Ha khuda hai yaaro
Kab talak hamase
Kab talak hamase
Taqadir bhalaa ruthegi
Kab talak hamase
Taqadir bhalaa ruthegi
In andhero se ujaale
Ki kiran phutegi
Gam ke daaman me
Gam ke daaman me
Kahi chain chhupaa hai yaaro
Jiska koi nahi us ka
To khuda hai yaaro
Jiska koi nahi us ka
To khuda hai yaaro
Mai nahi kahataa
Mai nahi kahataa
Kitaabo me likhaa hai yaaro
Jiska koi nahi us ka
To khuda hai yaaro
Ha khuda hai yaaro.
Kishore Kumar
Amitabh Bachchan
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar
Alka Yagnik, Roop Kumar Rathod
Udit Narayan
Jolly Mukherjee, Shankar Mahadevan, Suneeta Rao
Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy
Alka Yagnik, Udit Narayan