Kaha se layi ho janeman ye
Kitabi chehra gulabi aankhe
Kaha se layi ho janeman ye
Kitabi chehra gulabi aankhe
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe
Kaha se layi ho janeman ye
Kitabi chehra gulabi aankhe
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe
Kaha se layi ho janeman
Yahi wo aankhe hai jinke moti
Chamak rahe hai samundro me
Yahi ho chehra hai pujte hai
Yahi ho chehra hai pujte hai
Jise pujari bhi mandiro me
Chaman me karti hai roj sabnam
Kali kali se tumhari bate
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe
Kaha se layi ho janeman
Najar ye kahti hai tumse milkar
Kabhi na tumse najar hatau
Tumhari surat hi samne ho
Tumhari surat hi samne ho
Tumhi ko bas dekhta hi jau
Yuhi gujaru mai jindagi ke
Tamam din or tamam rate
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe
Kaha se layi ho janeman ye
Kitabi chehra gulabi aankhe
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe
Kaha se layi ho janeman.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor