Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla - Chowki No 11 lyrics | Chowki No 11 - Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla lyrics

Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla is a hindi song from the 1978 movie Chowki No 11. Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla singer is Shobha Gurtu. Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla composer is Master Sonik, Om Prakash Sharma and Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla lyricist or song writer is Vishweshwar Sharma. Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla music director is Master Sonik, Om Prakash Sharma. Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla features Vinod Mehra, Zarina Wahab, Amjad Khan, Aruna Irani, Kader Khan. Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla director is and the producer is . The audio of Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla song was released on 1st January, 1978 by Saregama. Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla YouTube video song can be watched above.


Aa aaa aaaa….aaaa
Aaaa..aaaaa.aaaaa
Kahin ho naa mohalle mein halla
Kiwaadiyaa naa khatkaanaa
Kahin ho naa mohalle mein hallaa
Kiwaadiyaa na khatkaanaa
Darwajje pe taalaa hai lallaa
Pichhwaade kahin aa jaaanaa
Darwajje pe taalaa hai lallaa
Pichchwaade kahin aa jaanaa aaa
Khiwaadiyaa na khatkaanaa


Jab se biyaahi tab se na aayee
Ek bhi raat suhaanee
Jab se biyaahi tab se na aayee
Ek bhi raat suhaanee
Peeyu gaye pardes kamaane
Peeyu gaye pardes kamaane
Sooni chhod jawaanee
Roye raat raat roye raat raat
Chunri ka pallaa
Ghoonghatwaa utthaa jaanaa
Roye raat raat
Chunari ka pallaa
Ghoonghatwaa utthaa jaanaa aaaaa
Kiwadiyaa naa khatkaanaa


Pichhlee raat padosi ke ghar
Laal jale jab batti
Pichhlee raat padosi ke ghar
Laal jale jab batti
Khidki ke parde par dekhoon
Dekhoon meri daiyyaan
Ho dekhoon meri saiyyaan…aaaaa…aaa
Khidki ke parde par dekhoon
Chaayaa ye do milti
Jiyaa kartaa hai jiyaa kartaa hai
Zor se doon chillaa
Bachaanaa mujhe bachchaanaa
Jiyaa kartaa hai
Zor se doon chillaa
Bachaanaa mujhe bachchaanaa
Kahin ho naa mohalle mein hallaa
Kiwaadiyaa na khatkaanaa aa
Kiwaadiyaa na khatkaanaa


Saawan sookhaa
Phaagun pheekaa
Holi naa diwaali
Saawan sookhaa
Phaagun pheekaa
Holi naa diwaali
Sakhiyon ke ghar kaagaa bole
Kaagaaa aa…aaaaa bole ae
Kaagaa ..aaaaa bole
Sakhiyon ke ghar kaagaa bole
Yahaan pe billee kaali
Main toh phoonkh phoonkh
Main toh phoonkh phoonkh
Haaree re chulhaaa
Sanwaaroon kab tak khaanaa
Main toh phoonkh phoonkh
Haaree re chulhaaa
Sanwaaroon kab tak khaanaa
Kiwadiyaaan naaa khatkaanaa


Aage taalaa peechhe taalaa
Band sabhi darwaaje ae
Aage taalaa peechhe taalaa
Band sabhi darwaaje
Chaabhee mere paas nahin hai
Paayaliyaan jab baaje
Paayaliyaan jab baaje raamaa
Paayaaliyaan baaje
Chaabhee mere paas nahin hai
Paayaliyaan jab baaje
Jiss khidki kaa aaaa
Jiss khidki kaa pardaa lage khullaa
Ussee se tum aa jaanaa
Jiss khidki kaa pardaa lage khullaa
Ussee se tum aa jaanaa
Kahin ho naa mohalle mein halla
Kiwaadiyaan na khatkaanaa
Darwajje pe taalaa hai lallaa
Pichhwaadee tahin aa jaaanaa
Kiwaadiyaa na aaaa…aaa…
Aaaaaa khatkaanaa.



Movie/album: Chowki No 11
Singers: Shobha Gurtu
Song Lyricists: Vishweshwar Sharma
Music Composer: Master Sonik, Om Prakash Sharma
Music Director: Master Sonik, Om Prakash Sharma
Music Label: Saregama
Starring: Vinod Mehra, Zarina Wahab, Amjad Khan, Aruna Irani, Kader Khan
Release on: 1st January, 1978
1. Who is the music director of the song Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla
Ans: Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla song music director is Master Sonik, Om Prakash Sharma
2. Who is/are the singer/singers of the song Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla
Ans: Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla song singer is Shobha Gurtu
3. Who is the Composer of the song Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla
Ans: Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla song composer is Master Sonik, Om Prakash Sharma
4. Who is the Lyricist of the song Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla
Ans: Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla song lyricist is Vishweshwar Sharma
5. What is the movie of the song Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla
Ans: Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla song is from Chowki No 11
6. Who wrote the song Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla
Ans: Kahin Ho Na Mohalle Mein Halla song is written by Vishweshwar Sharma

Find other songs in - Chowki No 11

1
Kaise Rishte Kaise Naate

Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)