Kaise rishte kaise naate
Kaisi pyaar wafa ki baatein
Kaisi dosti yaari
Matlab ki hai duniya saari
Nibha denge rishtey naate
Pyaar wafaa ki saari baatein
Joothi nahin duniya saari
Azmaale ek baar yaari
Yun hi dena joothi tasaliyaan
Ban gaya hai rashmein jahan se
Yun hi dena joothi tasaliyaan
Ban gaya hai rashmein jahan se
Chand logo ko samjo na tum
Ek jahaan sab barabar nahin ungaliya
Ek jaisi nahin duniya saari
O yaara badnaam na kar tu yaari
O yaara badnaam na kar tu yaari
Raah zindagi mein chalne walo ka
Haath jhuk jaayega saya toh
Kuchh bhi nahin hai haath bhi chhut jaayega
Ek akela ho toh raah bhatak hi jaayega
Saath agar ho sachcha toh
Woh saans talak saath aayega
Yaad rakhana kasam ye humaari
O yaara azmaale ek baar yaari
O yaara azmaale ek baar yaari
Ek purana hai duniya ka dastoor ye
Jiske jee ko jee bhar jalate hai
Aag uske jisam tak to pahochi nahin
Adh jali hi cheetha chhod jaate hai
Roti raheti hai har chingaari
Matlab ki hai duniya saari
Matlab ki hai duniya saari.
Shobha Gurtu