Ye to kal ki hai
Baat aayi tote ki barat
Ye to kal ki hai
Baat aayi tote ki barat
Maina ne machaya
Shor dukha daku barati chor
Maina ne machaya
Shor dukha daku barati chor
Ye to kal ki hai
Baat aayi tote ki barat
Ye to kal ki hai
Baat aayi tote ki barat
Maina ne machaya
Shor dulha daku barati chor
Maina ne machaya
Shor dulha daku barati chor
Budha tha tota tedhi kamar thi
Assi baras ki uski umar thi
Budha tha tota tedhi kamar thi
Assi baras ki uski umar thi
Solah baras ki maina bihane
Aaya tha sabko budhu banane
Budhe tote ka dekho kamal
Dekho chala kaisi chal
Maina ne machaya
Shor dulha daku barati chor
Maina ne machaya
Shor dulha daku barati chor
Ye to kal ki hai
Baat aayi tote ki barat
Dulha ke piche
Bache the char
Bapu o bapu
Kahe bar bar
Bapu ho bapu
Dulha ke piche
Bache the char
Bapu o bapu kahe bar bar
Shadi rachana fir chod jana
Wo khele iska kartab purana
Jabhi shadi ka khyal
Kiya isne bura hal
Maina ne machaya
Shor dulha daku barati chor
Maina ne machaya
Shor dulha daku barati chor
Ye to kal ki hai
Baat aayi tote ki barat
Surat hai bholi khote karam
Aati nahi hai isko sharam
Surat hai bholi khote karam
Aati nahi hai isko sharam
Dulhan thi iski beti ke jaisi
Kyu hone de ham shadi aisi
Sunke shadi se inkar
Budhe se khichi talwar
Maina ne machaya
Shor dulha daku barati chor
Maina ne machaya
Shor dulha daku barati chor
Ye to kal ki hai
Baat aayi tote ki barat
Dulha vyapari mama dalal
Dono ne milke feka ye jal
Dulha vyapari mama dalal
Dono ne milke feka ye jal
Hota nahi ab aisa kahi
Dulhan kharidi jati nahi
Inhe dijiye wo saja
Aaye shadi ka maja
Maina ne machaya
Shor dulha daku barati chor
Maina ne machaya
Shor dulha daku barati chor.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi