Kamre me band soniye
Tujhe jis ghadi rab ne banaya
Te socha wich rab pay gaya
Duja chand kaha se chad aaya
Ho kamre me band soniye
Tuhje jis ghadi rab ne banaya
Te socha wich rab pay gaya
Duja chand kaha se chad aaya
Ho kamre me band soniye
Aankhe hai ya phul kamal ke
Hoth hai ya do sher gajal ke
Aankhe hai ya phul kamal ke
Hoth hai ya do sher gajal ke
Sher gajal ke
Mehman banke mera
Dekho yar mere ghar aaya
Te socha wich rab pay gaya
Duja chand kaha se chad aaya
Ho kamre me band soniye
Tumko kahi ab jane na dunga
Gair ko hath lagane na dunga
Tumko kahi ab jane na dunga
Gair ko hath lagane na dunga
Lagane na dunga
Dekha hai jabse tumhe maine
Sapna yahi hai sajaya
Te socha wich rab pay gaya
Duja chand kaha se chad aaya
Ho kamre me band soniye
Tuhje jis ghadi rab ne banaya
Te socha wich rab pay gaya
Duja chand kaha se chad aaya
Ho kamre me band soniye.
Hemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar
Suresh Wadkar
Kishore Kumar
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt)