Khoobsoorat teraa chehraa
Nargisi aankhein
Dilkash teri har ek adaa hai
Aur kahoon kyaa main aagey ae ae
Khoobsoorat teraa chehraa
Nargisi aankhein
Dilkash teri har ek adaa hai
Aur kahoon kyaa main aagey ae ae
Khoobsoorat teraa chehraa
Shaayar likhe
Jo tujhpe rubaayee
Alfaaz usse nahin milte ae
Shaayar likhe
Jo tujhpe rubaayee
Alfaaz usse nahin milte
Mussavvir kheenche
Naqsh jo teraa
Rangon mein rang nahin milte
Sach kehtaa hoon
Teri qasa teri qasam
Deedaar ko tarste the
Tere ye deewaane
Dilkash teri har ek adaa hai
Aur kahoon kyaa main aagey ae ae
Khoobsoorat teraa chehraa
Taareef karnaa
Gar ho gunaah toh
Har ek sazaa
Hamko hai qubool
Taareef karnaa
Gar ho gunaah toh
Har ek sazaa
Hamko hai qubool
Sangmarmar ke
Taaj mahal saa
Nikhraa ujlaa
Teraa roop mumtaz ki hai
Tasveer tu tasveer tu
Sajdaa karenge sau sau baar
Husn ke ye parwaane
Dilkash teri har ek adaa hai
Aur kahoon kyaa main aagey ae ae
Khoobsoorat teraa chehraa
Nargisi aankhein
Dilkash teri har ek adaa hai
Aur kahoon kyaa main aagey ae ae
Khoobsoorat teraa chehraa.
Manhar Udhas
Lata Mangeshkar
Suresh Wadkar