Chupa ke rakhna
Mohabbat ko is jamane se
Ke aaj sans bhi
Lena kisi bahane se
Kisi ko pata na chale bat ka
Ke hai aaj wada mulakat ka
Kisi ko pata na chale bat ka
Ke hai aaj wada mulakat ka
Bura hal hai dil ke jajbat ka
Ke hai aaj wada mulakat ka
Kisi ko pata na chale bat ka
Ke hai aaj wada mulakat ka
Na dil tha na dil me ye arman the
Na dil tha na dil me ye arman the
Ye lab muskurahat se anjan the
Judai me hum to pareshan the
Khuda meharba tha na insan the
Magar aaj kya jikar sadmat ka
Ke hai aaj wada mulakat ka
Kisi ko pata na chale bat ka
Ke hai aaj wada mulakat ka
Mohabbat aaj kyu machalne lagi
Mohabbat aaj kyu machalne lagi
Shama jaise mahfil me jalne lagi
Churi man lo dil pe chalne lagi
Koi dil ki hasrat nikalne lagi
Badalne laga rang halat ka
Ke hai aaj wada mulakat ka
Kisi ko pata na chale bat ka
Ke hai aaj wada mulakat ka
Sajao ye rahe bichao nigahe
Khabar unki aayi najar muskurai
Hua hai ishara milega sahara
Mohabbat ki pyasi mitegi udasi
Mohabbat ki pyasi mitegi udasi
Ke didar hoga
Ke didar hoga aji pyar hoga
Banega fasana kisi bat ka
Ke hai aaj wada mulakat ka
Kisi ko pata na chale bat ka
Ke hai aaj wada mulakat ka
Bura hal hai dil ke jajbat ka
Ke hai aaj wada mulakat ka
Kisi ko pata na chale bat ka
Ke hai aaj wada mulakat ka.
Lata Mangeshkar
Kamal Barot, Shamshad Begum
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Amit Trivedi, Amitabh Bhattacharya, Shilpa Rao
Amit Trivedi
Amitabh Bhattacharya, Swanand Kirkire
Amitabh Bhattacharya, Mohan Kanan
Amitabh Bhattacharya
Asha Bhosle, Monali Thakur