Kismat ki jeb mein
Ho kismat ki jeb mein angutha nasib ka
Pad pad ke phel hota hai londa garib ka
Kismat ki jeb mein angutha nasib ka
Pad pad ke phel hota hai londa garib ka
Makhan khane se mere dant hil jate hai
Makhan khane se mere dant hil jate hai
Makhmal pe chale to ye pauv chhil jate hai
Aamdani haish par makhmal kaha se laye
Aao sadak par baithe thandi hawa hi khaye
Zindagi tera mera
Zindagi tera mera rishta karib ka
Pad pad ke phel hota hai londa garib ka
Kismat ki jeb me angutha nasib ka
Pad pad ke phel hota hai londa garib ka
Saari duniya ke bap ghar ko chalate hai
Saari duniya ke bap ghar ko chalate hai
Takdir walo ke bache unhe khilate hai
Jab beti hai kamau beti meri beti
Jab beti hai kamau haath pauv kyu chalau
Fokat ka maal mile to pasina kyu bahau
Kudarat ka hai ye
Kudarat ka hai ye karishma ajib sa
Pad pad ke phel hota hai londa garib ka
Kismat ki jeb mein angutha nasib ka
Pad pad ke phel hota hai londa garib ka
Kismat ki jeb mein angutha nasib ka
Pad pad ke phel hota hai londa garib ka.
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Tina Munim (Tina Ambani)
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi, Tina Munim (Tina Ambani)
Kishore Kumar