Ha mujhe mar dalo mai mar jaungi
Marte marte ye sabit kar jaungi
Ke zindagi bhi maut hai maut bhi hai zindagi
Zindagi bhi maut hai maut bhi hai zindagi
Mujhe mar dalo mai mar jaungi

Tufano se mujhe aata hai khelna
Mere liye khel hai julmo ka jhelna
Tufano se mujhe aata hai khelna
Mere liye khel hai julmo ka jhelna
Julmo se julm karo julm sahungi
Phir bhi kahungi
Ke zindagi bhi maut hai maut bhi hai zindagi
Zindagi bhi maut hai maut bhi hai zindagi
Nikhra hua hai kaisa aaj rang jhumta
Aise mein kyu na aye maja intkam ka
Nikhra hua hai kaisa aaj rang jhumta
Aise mein kyu na aye maja intkam ka
Gore badan ase jo khun bahega
Bahke kahega ki
Ke zindagi bhi maut hai maut bhi hai zindagi
Zindagi bhi maut hai maut bhi hai zindagi
Jitna sitam karo utna hi kam hai
Jeene ki khushi hai na marne ka gum hai
Jitna sitam karo utna hi kam hai
Jeene ki khushi hai na marne ka gum hai
Katil juban se chup rahega
Lahu to kahega
Ke zindagi bhi maut hai maut bhi hai zindagi
Zindagi bhi maut hai maut bhi hai zindagi
Zindagi bhi maut hai maut bhi hai zindagi
Mujhe mar dalo mai mar jaungi
Marte marte ye sabit kar jaungi
Ke zindagi bhi maut hai maut bhi hai zindagi
Zindagi bhi maut hai maut bhi hai zindagi
Zindagi bhi maut hai maut bhi hai zindagi.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi