Koi bataye ke swarg kaisa hoga
Koi bataye ke swarg kaisa hoga
Apne chote se ghar ke jaisa hoga
Jo pyar barsaye vo badal kaisa hoga
Jo pyar barsaye vo badal kaisa hoga
Apne chote se ghar ke jaisa hoga
Apne ghar ke darwaje pe
Kabhi dukh na aane payeghe
Bhule se jo aa gaye to
Pyar leke laut jayenge
Ye safar katenge gungunate huye
Jiye hum sada muskurate huye
Fiza na aaye vo chaman kaisa hoga
Fiza na aaye vo chaman kaisa hoga
Apne chote se ghar ke jaisa hoga
Koi ruthe to mana le
Pyar hoga na kabhi kam
Koi rut ho ya koi mausam
Bichadenge na kabhi hum
Lab pe jo chhed de apni aankhe kabhi
Hum na badlenghe apni rahe kabhi
Dale na jo vo suraj kaisa hoga
Dale na jo vo suraj kaisa hoga
Apne chote se ghar ke jaisa hoga
Dekhane mai to alag hai
Par dil se hum ek hai
Ek apni ulajhane hai
Ek khushi hai ghum ek hai
Jarane ye hansi ke yuhi bahete rahe
Jeete ye zindagi har ke samane
Kabhi na chupe wo chand kaisa hoga
Kabhi na chupe wo chand kaisa hoga
Apne chote se ghar ke jaisa hoga
Koi bataye ke swarg kaisa hoga
Apne chote se ghar ke jaisa hoga
Jo pyar barsaye vo badal kaisa hoga
Jo pyar barsaye vo badal kaisa hoga
Apne chote se ghar ke jaisa hoga.
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Alka Yagnik
Kumar Sanu, Sadhana Sargam