Tauba ye matwali chaal
Jhuk jaae phulo ki daal
Tauba ye matwali chaal
Jhuk jaae phulo ki daal
Chaand aur suraj aakar
Maange tujhase rang-e-jamaal
Hasinaa! Teri misaal kaha
Tauba ye matwali chaal
Jhuk jaae phulo ki daal
Chaand aur suraj aakar
Maange tujhase rang-e-jamaal
Hasinaa! Teri misaal kaha
Tauba ye matwali chaal
Sitam ye adaao ki raanaaiyaan hai
Sitam ye adaao ki raanaaiyaan hai
Kayaamat hai kya teri angadaiya hai
Bahaar-e-chaman ho
Ghata ho dhanak ho
Bahaar-e-chaman ho
Ghata ho dhanak ho
Ye sab teri surat ki
Parachhaiyaan hai
Ke tan se udataa gulaal kaha
Tauba ye matwali chaal
Jhuk jaae phulo ki daal
Chaand aur suraj aakar
Maange tujhase rang-e-jamaal
Hasinaa! Teri misaal kaha
Tauba ye matwali chaal
Tauba ye matwali chaal
Jhuk jaae phulo ki daal
Tauba ye matwali chaal
Jhuk jaae phulo ki daal
Chaand aur suraj aakar
Maange tujhase rang-e-jamaal
Haseena teri misaal kaha
Tauba ye matwali chaal
Jhuk jaae phulo ki daal
Haseena teri misaal kaha
Tauba ye matwali chaal
Yahi dil me hai tere nazadik aake
Yahi dil me hai tere nazadik aake
Milu tere palako pe palake zuka ke
Jo tujasa hasi samane hoto kaise
Jo tujasa hasi samane hoto kaise
Chla jau pahelu me dil ko bachake
Meri aesi mazal kaha
Tauba ye matwali chaal
Jhuk jaae phulo ki daal
Chaand aur suraj aakar
Maange tujhase rang-e-jamaal
Haseena teri misaal kaha
Tauba ye matwali chaal
Hun main bhi deewano ka ik shehzada
Hun main bhi deewano ka ik shehzada
Tujhe dekh kar ho gaya kuchh zyada
Khuda ke liye mat bura maan jaana
Khuda ke liye mat bura maan jaana
Ye lab chhu liye hain yun hi be irada
Nashe mein itna kaayal kahan
Tauba ye matwali chaal
Jhuk jaae phulo ki daal
Chaand aur suraj aakar
Maange tujhase rang-e-jamaal
Haseena teri misaal kaha
Tauba ye matwaali chaal.
Mehmood Ali, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Mohammed Rafi