Kuchh sharmaate hue aur kuchh
Kuchh sharmaate hue aur kuchh
Naye rashte pe rakha
Aaj maine pahla kadam
Naye rashte pe rakha
Aaj maine pahla kadam
Jise kahte ho pyar tum
Aye dunia walo
Jise kahte ho pyar tum
Maine khai hai pahli bar
Aaj ulfat ki kasam
Maine khai hai pahli bar
Aaj ulfat ki kasam
Kuchh sharmaate hue
Maine aaj unse aasoo ponjh liye
Jinse aankhe thi dab dabati hui
Aaj ban gayi main kisi ki dulhan
Aaj ban gayi main kisi ki dulhan
Main na janu, main na janu
Mile hum chori chori
Bandh gaye prem ki dori
Mile hum chori chori
Bandh gaye prem ki dori
Ek dhoke mein hua
Mera sab kuchh khatam
Ek dhoke me hua
Mera sab kuchh khatam
Naye rashte pe rakha
Aaj maine pahla kadam
Kuchh sharmaate hue
Kitna pyara hai mohabbat ka dar
Kitni mithi hai pyar ki ghate
Main khadi hoon zameen par lekin
Karti hoon aasman se bate
Aaj main dawa dol
Bik gayi beena mal
Aaj main dawa dol
Bik gayi beena mal
Beena puchhe kisi ko
Maan liya maine sanam
Beena puchhe kisi ko
Maan liya maine sanam
Naye rashte pe rakha
Aaj maine pahla kadam
Kuchh sharmaate hue.
Shamshad Begum
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Shamshad Begum
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Shamshad Begum
Lata Mangeshkar, Shankar Dasgupta
Lata Mangeshkar