Kuchh Yaad Karo Apna - Bajrangbali lyrics | Bajrangbali - Kuchh Yaad Karo Apna lyrics

Kuchh Yaad Karo Apna is a hindi song from the 1976 movie Bajrangbali. Kuchh Yaad Karo Apna singer is Aziz Nazan. Kuchh Yaad Karo Apna composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah and Kuchh Yaad Karo Apna lyricist or song writer is Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep). Kuchh Yaad Karo Apna music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Kuchh Yaad Karo Apna features Biswajeet, Shashi Kapoor, Dara Singh. Kuchh Yaad Karo Apna director is and the producer is . The audio of Kuchh Yaad Karo Apna song was released on null by Saregama. Kuchh Yaad Karo Apna YouTube video song can be watched above.


Ab jago he anjani kumar
Lanka ki or paryan karo
Hey bhutkal ke vikat veer
Tum vartman nirman karo
Ham sab chinta me dub hai
Mata ka pata lagao tum
Dukhiyo ka dukhda dur karo
Sankatmochan kahlao tum


Kuch yad karo kuch yad karo
Apna pavansut wo balpan
Kuch yad karo kuch yad karo
Apna pavansut wo balpan
Vidhyut ki gati, vidhyut ki gati
Jisme thi wo adbhut balpan
Kuch yad karo kuch yad karo
Apna pavansut wo balpan
Kuch yad karo kuch yad karo
Apna pavansut wo balpan


Dunia thi dang dekh tumhari udan ko
Tumne hilke rakh diya tha asman ko
Akash tumhare liye tha ek akhara
Ha ha ek akhada jisne bhi li takkar use
Pal bhar me pachada
Pal bhar me pachada
Bijli ki tarah lapake the suraj ki taraf tum
Mukhde me chipakar ke kiya
Diwakar ko gum


Tum kha gaye bhabhkta hua agni ka gola
Ha ha agni ka gola ha ha agni ka gola
Takat tumhari dekh kar brahmand tha dola
O hanuman ji kaha gayi wo sakti vilakshan
Kuch yad karo kuch yad karo
Apna pavansut wo balpan
Kuch yad karo kuch yad karo
Apna pavansut wo balpan


Phir ek naya dusman tumhe lalkarne laga rahu
Phir ek naya dusman tumhe lalkarne laga
Ankhe dikhake sekhiya bagharne laga rahu
Usko bhi mari lat tumne baat baat me
Adi ko kiya mat tune baat baat me
Jab rahu gaya har to phir inder bhi aya
Jhunjhla ke usne tumpe


Apna vajar chalaya or annt me sab ho gaya
Jhagdo ka safaya jhagdo ka safaya,
Jhagdo ka safaya, sab devo ne milkar
Tumhe vajrang banaya, hai aj kasoti tumhari
Hai aj kasoti tumhari, kesri nandan
Kuch yad karo kuch yad karo
Apna pavansut wo balpan
Kuch yad karo kuch yad karo
Apna pavansut wo balpan


Tum shakti punj ho kisi se dar nahi sakte,
Kisi se dar nahi sakte
Aisa na koi kam jo tum kar nahi sakte,
Jo tum kar nahi sakteutho chalang maro
Bajrang bali, bajrang baliakash ko lalakaro
Bajrang bali, bajrang bali
Bisan swarup dharo,
Bajrang bali, bajrang bali
Sankat se tum ubharo,
Bajrang bali, bajrang bali
Utho bajrang bali, jago bajrang bali
Utho bajrang bali, jago bajrang bali
Utho bajrang bali, jago bajrang bali.


 



Movie/album: Bajrangbali
Singers: Aziz Nazan
Song Lyricists: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label: Saregama
Starring: Biswajeet, Shashi Kapoor, Dara Singh
Release on: null
1. Who is the music director of the song Kuchh Yaad Karo Apna
Ans: Kuchh Yaad Karo Apna song music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
2. Who is/are the singer/singers of the song Kuchh Yaad Karo Apna
Ans: Kuchh Yaad Karo Apna song singer is Aziz Nazan
3. Who is the Composer of the song Kuchh Yaad Karo Apna
Ans: Kuchh Yaad Karo Apna song composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
4. Who is the Lyricist of the song Kuchh Yaad Karo Apna
Ans: Kuchh Yaad Karo Apna song lyricist is Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
5. What is the movie of the song Kuchh Yaad Karo Apna
Ans: Kuchh Yaad Karo Apna song is from Bajrangbali
6. Who wrote the song Kuchh Yaad Karo Apna
Ans: Kuchh Yaad Karo Apna song is written by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)

Find other songs in - Bajrangbali

1
Tere Prabhu Jante HaI

Mahendra Kapoor

2
Hey Ram Tere Raaj Me

Lata Mangeshkar

3
Hey Maryada Purshottam Bolo

Asha Bhosle, Lata Mangeshkar

5
Ab To Aao Dhanush Ke Dhaari

Lata Mangeshkar

6
Hey Manwa Re

Mahendra Kapoor

7
Jai Jai Bajrang Bali

Mahendra Kapoor