Tere pehalu me chala aaya hu mai
Zinadagi ke gum se ghabraya hua
Kya kahu tujh bin ye mera haal hai
Jaise koi phul dundh laya hua
Mujhko is duniya me kuch bhata nahi
Ek nazer jab tak tujhko ko na dekh lu
Kyu mere dil ko karar aata nahi
Ek nazer jab tak tujhko ko na dekh lu
Meri har ek saans tera geet hai
Dil nahi ye dhadkano ka saaj hai
Meri har ek saans tera geet hai
Dil nahi ye dhadkano ka saaj hai
Maine vo khamosh nagame sun liye
Do dilo ki ye kahi aawaz hai
Har taraf sangeet lahrata nahi
Ek nazer jab tak tujhko ko na dekh lu
Kyu mere dil ko karar aata nahi
Ek nazer jab tak tujhko ko na dekh lu
Ager khuda bhi dur se aawaz de
Mai na jau tera daman chhoad ke
Tujhse ager bichhai to mai mar jaugi
Dekh le ulfat ke naate tod ke
Zindagi se kuch mera nata nahi
Ek nazer jab tak tujhko ko na dekh lu
Kyu mere dil ko karar aata nahi
Ek nazer jab tak tujhko ko na dekh lu.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor