Lo phir raat chaandni aayi
Lo phir raat chaandni aayi
Dil mera dewe
Dil mera dewe teri duhaayi o harzaai
Ye rangeeli duniya do din ki
Ye rangeeli duniya do din ki
Lo phir raat chaandni aayi
Dil mera dewe teri duhaayi o harzaai
Ye rangeeli duniya do din ki
Ye rangeeli duniya do din ki
Mast hawaa se keh do
Balmaa gaye pardes re
Mast hawaa se keh do
Balmaa gaye pardes re ae
Thhumak thhumak nahin aawe
Mere ji pe laage thhes re
Mere ji pe laage thhes re
Nainon mein more laali chhaayi
Lo phir yaad tumhaari aayi o harzaai
Ye rangeeli duniya do din ki
Ye rangeeli duniya do din ki
Lo phir raat chaandni aayi
Dil mera dewe teri duhaayi o harzaai
Ye rangeeli duniya do din ki
Ye rangeeli duniya do din ki
Ik mera dil hai dard basaa ke ae
Ik mera dil hai dard basaa ke
Koyi balam ji ko laaye bulaa ke
Koyi balam ji ko laaye bulaa ke ae
Laaye bulaa ke unse kehdo wo rut aayi
Jis rut mein thhi aankh milaayi o harzaai
Ye rangeeli duniya do din ki
Ye rangeeli duniya do din ki
Lo phir raat chaandni aayi
Dil mera dewe teri duhaayi o harzaai
Ye rangeeli duniya do din ki
Ye rangeeli duniya do din ki.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mukesh Chand Mathur (Mukesh)