Maar daalega dard e jigar
Koi iski dawa kijiye
Maar daalega dard e jigar
Koi iski dawa kijiye
Ye wafaye
Ye wafaye bahut ho chuki
Ye wafaye bahut ho chuki
Aaja koi jafa kijiye
Are mar dalega dard e jigar
Koi iski dawa kijiye
Chand aisi bhi hoti hai baate
Aaj log kehte nahi
Chand aisi bhi aati hai raate
Ke log dur rehte nahi
Aaj aisi hi ik raat hai
Raat gujare dua kijie
Are mar dalega dard e jigar
Koi iski dawa kijiye
Tadap ke yu kahenge hum
Ye kya sitam hua sanam
Diya hai dil diya hai pyar
Na nind hai na hai karar
Aapse hum sikayat kare
Aap hamse gila kijiye
Are mar dalega dard e jigar
Koi iski dawa kijiye
Ye wafaye
Ye wafaye bahut ho chuki
Ye wafaye bahut ho chuki
Aaja koi jafa kijiye
Are mar dalega dard e jigar
Koi iski dawa kijiye.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mehmood Ali, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar