Machal ke jab bhi aankho se
Chhalak jaate hai do aansu
Machal ke jab bhi aankho se
Chhalak jaate hai do aansu
Suna hai aabashaaro ko
Badi taqalif hoti hai
Machal ke jab bhi aankho se
Chhalak jaate hai do aansu
Machal ke jab bhi aankho se
Khudara ab to bujh jaane do
Is jalati hui lau ko
Khudara ab to bujh jaane do
Is jalati hui lau ko
Charaago se mazaaro ko
Badi taqalif hoti hai
Charaago se mazaaro ko
Badi taqalif hoti hai
Machal ke jab bhi aankho se
Chhalak jaate hai do aansu
Machal ke jab bhi aankho se
Kahun kya wo badi maasumiyat se
Puchh baithe hai
Kahun kya wo badi maasumiyat se
Puchh baithe hai
Kya sach much dil ke maaro ko
Badi taqalif hoti hai
Kya sach much dil ke maaro ko
Badi taqalif hoti hai
Machal ke jab bhi aankho se
Chhalak jaate hai do aansu
Machal ke jab bhi aankho se
Tumhaara kya tumhe to
Raah de dete hai kaante bhi
Tumhaara kya tumhe to
Raah de dete hai kaante bhi
Magar ham khaakazaaro ko
Badi taqalif hoti hai
Magar ham khaakazaaro ko
Badi taqalif hoti hai
Machal ke jab bhi aankho se
Chhalak jaate hai do aansu
Machal ke jab bhi aankho se.
Chandrani Mukherjee
Bhupinder Singh
Bhupinder Singh, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Bhupinder Singh
Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)