Logon ke ghar mein rehta hoon
Kab apna koi ghar hoga
Diwaro ki chinta rahti hai
Diwar mein kab koi dar hoga
Logo ke ghar mein rahta hai
Kab apna koi ghar hoga
Diwaro ki chinta rahti hai
Diwar mein kab koi dar hoga
Logon ke ghar mein rehta hoon
Sabji mandi
Ha ha sabji madi bap ka ghar hai
Phul bangish hai mama ka
Shyam nagar mein
Shyam nagar me chacha ka ghar
Chauk mein apni shyama ka
Sabji madi bap ka ghar hai
Phul bangish hai mama ka
Shyam nagar me chacha ka ghar
Chauk me apni shyama ka
Maike or sasural ke aage
Maike or sasural ke aage
Aur bhi koi ghar hoga
Diwaro ki chinta rahti hai
Diwar mein kab koi dar hoga
Logon ke ghar mein rehta hoon
Ichhao ke bhige chabuk
Chupke chupke sahta hu
Ichhao ke bhige chabuk
Chupke chupke sahta hu
Duje ke ghar yu lagta hai
Mauje pahne rahta hu
Nange paon aangan mein
Kab baithunga kab koi ghar hoga
Nange paon aangan mein
Kab baithunga kab koi ghar hoga
Diwaro ki chinta rahti hai
Diwar mein kab koi dar hoga
Logo ke ghar mein rahta hai
Kab apna koi ghar hoga
Diwaro ki chinta rahti hai
Diwar mein kab koi dar hoga
Logon ke ghar mein rehta hoon.
Chandrani Mukherjee
Bhupinder Singh
Bhupinder Singh, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Bhupinder Singh
Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)