Suraj ughte mainne na dekha
Chand chamkte mainne na dekha
Suraj ughte mainne na dekha
Chand chamkte mainne na dekha
Mainne na dekhi khusi kabi bhi
Aur khusiyo ne mujhe na dekhe
Sab gham hain mere
Main gham ka hoon
Pal pal jiu aur pal pal maru
Kyonki main ek clerk hoon
Main ek clerk hoon ,
Main ek clerk hoon
Sab gham hain mere
Main gham ka hoon
Pal pal jiu aur pal pal maru
Kyonki main ek clerk hoon,
Main ek clerk hoon
Sune ma ne kabhi khasaya tha
Ha loriya de kar kabhi sulaya tha
Sune ma ne kabhi khasaya tha
Ha loriya de kar kabi sulaya tha
Ab ma bhi jage main bhi jaagu
Aur kahi nashiba soya tha
Aur kahi nashiba soya tha
Bhai bahan ki fees ka karcha
Bana ke rakh de charkha
Haath failakar yaar bhi dekha
Dil ke ye dukhde kaise kahu
Kante chunu kyonki main ek clerk hoon
Jin dino main collage me padhta tha
Un dino koi mujh pe marta tha
Ik roop ki raani prem mein pagal
Sang dekh ke collage jalta tha
Sang dekh ke collage jalta tha
Phir mili clerki par ladki ruthi
Vo roop ki rani daulat par futi
Kisi aur ki ho gayi roop badal ke
Sapno ki tarah thi vo bhi juthi
Sapno se ab main darta rahu
Tuta hua dil na jodh saku kyonki
Main ek clerk hoon ,main ek clerk hoon
Baso ki lambi line mein lagkar
Th k tuth kar main ghar mein aata hoon
Ho o baso ki lambi line mein lagkar
Thak tuth kar main ghar mein aata hoon
Ek kamij jo tan dakti hai
Use sabun bin dulata hoon
Use sabun bin dulata hoon
Phir maa chupke se aati hain
Aur taali meinĀ aansoo lati hain
Bhigi khali thali mujhko
Baniye ka karja jatati hain
Rone to aaye main hans padu
Roti na ho to main aansoo piyu
Kyonki main ek clerk hoon
Main ek clerk hoon
Sab gham hai mere
Main gham ka hoon
Pal pal jiu aur pal pal maru
Kyonki main ek clerk hoon
Main ek clerk hoon,
Main ek clerk hoon.
Bhupinder Singh
Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor