Tumse jo baat hui
Tumse jo mulakat hui
Tumse jo baat hui
Tumse jo mulakat hui
Us par to mai bahut
Kuch likh sakta hoon
Us par to mai bahut
Kuch kah sakta hoon
Likh sakta hu, tumse jo baat hui
Ha us ek mulakaat par
Tulsi ke chan,gaalib ke sher
Samet sakta hu,
Ha us ek mulakaat par
Magar main meri kalam meri jubaan
Sab kuch kamosh ho jaata hai
Jab un chap gadiyo
Ka mujhe khyal aata hai
Wo pal jo khamos the
Hosh se bahut dur,
Ha hum hosh mein the
Ha hum hosh mein the,
Ha hum hosh mein the
Un kamosh gadhyo se pahale
Maine sirf itna kaha tha itna kaha tha
Meri jindgi ko aaj ki shaam de do
Mere thapte huye
Maathe ko jara tham lo
Main aur mera matha
Jo kab se jhal raha tha
Halat ki diwaro se ladh raha tha
Matha jiski nash nash tuth chuki thi
Matha jiski lakire duniya luth chuki thi
Tumne mathe ko chua,
Na jane kya hua
Hua to ye hua,hua to ye hua
Aasama jhuk gaya,
Vakht bhi rukh gaya
Wo pal jab khamosh the
Hosh se bahut dur,
Hahum hosh mein the
Ha hum hosh mein the,
Ha hum hosh mein the
Ha hum hosh mein the
Ha hum hosh mein the
Unse jo mulaakat hui
Unse jo baat hui
Unse jo mulaakat hui
Unse jo baat hui
Unse jo mulaakat hui
Unse jo baat hui
Ha hum hosh mein the.
Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor