Main kya jaanoon
Main kya jaanoon
Kaahe laage yeh sawan matwala re
Roop jawani masti ne
Ye jadu tujhpe dala re
Main kya jaanoon
Main kya jaanoon
Kaahe laage yeh sawan matwala re
Roop jawani masti ne
Jadu tujhpe dala
O ho jadu tujhpe dala
Sar pe aanchan thahre aanchal
Far far udhta jaye
Rah rah ke gore mukhde pe
Lat aake lehraye
Sar pe aanchan thahre aanchal
Far far udhta jaye
Rah rah ke gore mukhde pe
Lat aake lehraye
Kaun hai gauri
Kaun hai gauri
Uljhi lat suljhane wala
Roop jawani masti ne
Jadu tujhpe dala
Ye jadu tujhpe dala re
Main kya jaanoon
Main kya jaanoon
Kaahe laage yeh sawan matwala re
Roop jawani masti ne
Jadu tujhpe dala
O ho jadu tujhpe dala
Aaj mohe lage jaise
Baje koi sehnai
Chanda ki barat gagan se
Taro se sang aayi
Aaj mohe lage jaise
Baje koi sehnai
Chanda ki barat gagan se
Taro se sang aayi
Aajo ki aajao ke
Duniya mein ab hone laga ujhala re
Roop jawani masti ne
Jadu tujhpe dala
Ye jadu tujhpe dala re
Main kya jaanoon
Main kya jaanoon
Kaahe laage yeh sawan matwala re
Roop jawani masti ne
Jadu tujhpe dala
O ho jadu tujhpe dala.
Hemant Kumar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar