Main laila ka majhnu sheeri ka farhad
Main hu sabse pahle are sab hai mere bad
Main aazad main aazad
Main laila ka majhnu shiri ka farhad
Main hu sabse pahle are sab hai mere bad
Main aazad main aazad
Pahle bano nishana phir tum teer chalana
Tham ke apne gul ko phir tum samna aana
Pahle bano nishana phir tum teer chalana
Tham ke apne gul ko phir tum samna aana
Tum jaise dekhe hai maine bade sayyad
Main laila ka majhnu shiri ka farhad
Main hu sabse pahle are sab hai mere bad
Main aazad main aazad
Mujhse bachke rahna bat bigad jayegi
Sari rat kasam se tumko nind nahi aayegi
Mujhse bachke rahna bat bigad jayegi
Sari rat kasam se tumko nind nahi aayegi
Bhul na paogi tum mai aaunga yaad
Main laila ka majhnu shiri ka farhad
Main aazad main aazad
In aankho ke raste dil me bas jaunga
Tum nagin to mai sapera tumko das jaunga
In aankho ke raste dil me bas jaunga
Tum nagin to mai sapera tumko das jaunga
Ab karti ho gussa phir karna fariyad
Main laila ka majhnu shiri ka farhad
Main aazad main aazad.
Lata Mangeshkar
Rangnath Jadhav
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar