Raju chal raju
Raju chal raju
Apni masti mein tu
Koi jeeye ya mare
Kya hum ko babu
Raju chal raju
Apni masti mein tu
Koi jeeye ya mare
Kya hum ko babu
Mana ke hansin hai duniya ke ye mele
Ab to hum rahenge mele mein akele
Mana ke hansin hai duniya ke ye mele
Ab to hum rahenge mele mein akele
Jab tak na ho jaye apna dil bekaabu
Raju chal raju
Raju chal raju
Apni masti mein tu
Koi jeeye ya mare
Kay hum ko babu
Jag mein jo bura hai hum dekhe na sune
Kaanton ko hatake phoolon ko hum chune
Jag mein jo bura hai hum dekhe na sune
Kaanton ko hatake phoolon ko hum chune
Sab duniya begaani do apne main aur tu
Raju chal raju
Raju chal raju
Apni masti mein tu
Koi jeeye ya mare
Kya hum ko babu
Pariyan ye kahan se chali ayi gaaon mein
Aye neend haye zulfon ki chhaon mein
Pariyan ye kahan se chali ayi gaaon mein
Aye neend haye zulfon ki chhaon mein
Hum pe na chal jaaye in zulfon ka jaadoo
Raju chal raju
Raju chal raju
Apni masti mein tu
Koi jeeye ya mare
Kya hum ko babu.
Lata Mangeshkar
Rangnath Jadhav
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar