Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Inn rasmo ko, inn kasmo ko, inn rishte naato ko
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Main na bhoolungee, main na bhoolunga
Inn rasmo ko, inn kasmo ko, inn rishte naato ko
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Chalo jag ko bhoole
Ho chalo jag ko bhoole, khayaalo mein jhule
Bahaaro mein dole
Bahaaro mein dole, sitaaro ko chhu le
Aa teree main maang sawaaru, too dulhan ban jaa
Maang se jo dulhan kaa rishta, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Samay kee dhaara me, umar bah jaanee hai
Jo ghadee jee lenge
Jo ghadee jee lenge, wahee rah jaanee hai
Mai ban jaau saans aakharee, too jivan ban jaa
Jivan se saanso kaa rishta, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Barasata saawan ho, mahakata aangan ho
Kabhee dil dulha ho, kabhee dil dulhan ho
Gagan ban kar jhume, pawan ban kar ghume
Chalo raahe mode, kabhee naa sang chhode
Kahee pe chhup jaana hai, nazar nahee aana hai
Kahee pe bas jaayenge, yeh din kat jaayenge
Are kya baat chalee, woh dekho raat dhalee
Yeh baate chalatee rahe, yeh raate dhalatee rahe
Main mann ko mandir kar daalu, too pujan ban jaa
Mandir se puja kaa rishta main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Inn rasmo ko, inn kasmo ko, inn rishte naato ko
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Main na bhoolunga, main na bhoolungee
Hooo..hooo….
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mahendra Kapoor
Jani Babu, Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Narendra Chanchal