Shehar mein charcha hai
Shehar mein charcha hai
Ye duniya kehti hain
Shaher mein charcha hai
Ye duniya kehti hain
Gali me meri ek ladki
Kanwari rehti hai
Kahi tu wahi to nahi
Wahi to nahi
Wahi to nahi ha ha.. Bolo
Shehar mein charcha hai
Shehar mein charcha hai
Zamana kehta hain
Shehar mein charcha hai
Zamana kehta hain
Gali mein meri ek mera
Deewana rehta hai
Kahi tu wahi to nahi
Wahi to nahi wahi to nahi bolo
Sun ri kamla ek jatt amla
Muchh na dadi ghoda gaadi
Leke aaya ho aaya dil ghabraya
Main sharmaai ram duhayi
Meri nindiya tuti jo
Dekha ye sapna
Chhupata hain kyun surat
Saf dikha chehra apna
Kahi tu wahi to nahi
Wahi to nahi wahi to nahi ho
Dekh o banke ye khat padhke
Kisne likha hai ismein likha hai
Teri deewani deewani main diljani
Teri deewani deewani main diljani
Band ke baja leke aaja dikha du
Ye tujhko isse pehchane to
Mujhe shak hota hai
Tujhpe bura na mane to
Kahi tu wahi to nahi
Wahi to nahi wahi to
Nahi hoi hoi bol na
Sajha hai mandap samne
Tere aa chal lele ham bhi phere
O mud ja jatta ho
Jatta chhod duppata
O mud ja jatta ho
Jatta chhod duppata
Aur to ho par ye nahi
Hoga yehi ho jaye na
Ye hote dekha hain
Mere hatho me ye
Jiske lagan ki rekha hain
Kahi tu wahi to nahi
Wahi to nahi
Wahi to nahi ho bol
Shehar mein charcha hai
Zamana kehta hain
Gali mein meri ek mera
Deewana rehta hai
Kahi tu wohi to nahi
Wahi to nahi
Wahi to nahi ha ha bolo.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar