Dariya Mein Phenk Do Chabi - Aas Paas lyrics | Aas Paas - Dariya Mein Phenk Do Chabi lyrics

Dariya Mein Phenk Do Chabi is a hindi song from the 1981 movie Aas Paas. Dariya Mein Phenk Do Chabi singers are Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Dariya Mein Phenk Do Chabi composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Dariya Mein Phenk Do Chabi lyricist or song writer is Anand Bakshi. Dariya Mein Phenk Do Chabi music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Dariya Mein Phenk Do Chabi features Dharmendra, Hema Malini. Dariya Mein Phenk Do Chabi director is and the producer is . The audio of Dariya Mein Phenk Do Chabi song was released on 16th January, 1981 by Shemaroo. Dariya Mein Phenk Do Chabi YouTube video song can be watched above.


Tum jo chale gaye
To hogi badi kharabi
Tum jo chale gaye
To hogi badi kharabi
Tumhein dil mein band kar lu
Dariya mein phenk du chaabi
Tumhein dil mein band kar lu
Dariya mein phenk du chaabi
Tum jo chale gaye to
Hogi badi kharabi
Tumhein dil mein band kar lu
Dariya mein phenk du chaabi
Tumhein dil mein band kar lu
Dariya mein phenk du chaabi


Mujhe dil mein band kar lo
Dariya mein phenk do chaabi
Mujhe dil mein band kar lo
Dariya mein phenk do chaabi
Kutch tum ko ho gaya
To hogi badi kharaabi
Kutch tum ko ho gaya
To hogi badi kharaabi


Dil mein hi mujhako rakhana
Aankhon mein na basaana
Aankhon ki is gali mein
Hai ik sharaabkhana
Dil mein hi mujhako rakhana
Aankhon mein na basaana
Aankhon ki is gali mein
Hai ik sharaabkhana
Main is taraf gaya to
Ho jaaunga sharaabi
Kutch tum ko ho gaya
To hogi badi kharaabi
Kutch tum ko ho gaya
To hogi badi kharaabi


Aankhein bicha di main ne
Rasta tumhaara roka
Phir kab milega jaane
Itna haseen mauka
Aankhein bicha di main ne
Rasta tumhaara roka
Phir kab milega jaane
Itna haseen mauka
Fursat bhi hai zara si
Mausam bhi hai gulaabi
Tumhein dil mein band kar lu
Dariya mein phenk du chaabi
Tumhein dil mein band kar lu
Dariya mein phenk du chaabi


Nazaron ne pyaar bheja
Dil ne salaam bheja
Nazaron ne pyaar bheja
Dil ne salaam bheja
Ulfat mein dil ne dil ko
Are aaisa payaam bheja
Jaise kisi ko koi likhata
Hai khat jawaabi
Tumhein dil mein band kar lu
Dariya mein phenk du chaabi
Tumhein dil mein band kar lu
Dariya mein phenk du chaabi


Mujhe dil mein band kar lo
Dariya mein phenk do chaabi
Kutch tum ko ho gaya
To hogi badi kharaabi
Kutch tum ko ho gaya
To hogi badi kharaabi
Tumhein dil mein band kar lu
Dariya mein phenk du chaabi
Tumhein dil mein band kar lu
Dariya mein phenk du chaabi.



Movie/album: Aas Paas
Singers: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Shemaroo
Starring: Dharmendra, Hema Malini
Release on: 16th January, 1981
1. Who is the music director of the song Dariya Mein Phenk Do Chabi
Ans: Dariya Mein Phenk Do Chabi song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Dariya Mein Phenk Do Chabi
Ans: Dariya Mein Phenk Do Chabi song singers are Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Dariya Mein Phenk Do Chabi
Ans: Dariya Mein Phenk Do Chabi song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Dariya Mein Phenk Do Chabi
Ans: Dariya Mein Phenk Do Chabi song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Dariya Mein Phenk Do Chabi
Ans: Dariya Mein Phenk Do Chabi song is from Aas Paas
6. Who wrote the song Dariya Mein Phenk Do Chabi
Ans: Dariya Mein Phenk Do Chabi song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Aas Paas

1
Ham Ko Bhi Gham Ne Mara

Lata Mangeshkar

2
3
Main Phool Bechti Hoon

Lata Mangeshkar

4
Bhare Bazaar Mein

Lata Mangeshkar

5
Shaher Mein Charcha Hai

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi